bokomslag Baal Manjari
Barnböcker

Baal Manjari

Kaalsaakshi Saaptahik

Pocket

289:-

Funktionen begränsas av dina webbläsarinställningar (t.ex. privat läge).

Uppskattad leveranstid 7-12 arbetsdagar

Fri frakt för medlemmar vid köp för minst 249:-

  • 146 sidor
  • 2024

Sahitya nirjiva chijo me bhi spndan bhar deta hai, yah spandan bharna hi srijanmakta hai, es prakriya se judana kewal nadi pahad ful tare adi ko hi nhi blki khud ko bhi naye spandan se bharna hai, eski pahchan ke sahare bachhe nischay hi ek sajiv duniya rachane me samarth ho sakte hai, yu to lekhan se bachho ka samprak aur sambandh eskuli duniya me pravesh ke sath hi ho jata hai, lekin srijan kya hai ? Yah bachcho ko nahi pata hota, masalan kaise banati hai kavita ? upanyas kahani aur natak adi ka lekhan kaise hota hai ? srijanatmakta ki bunavat ki pahchan jaha unme lalak paida kar unhe rachnashil banati hai, vahi dusari aor sahitya aur sahityetar lekhan ko janane samjhane me bhi madadgar ho sakati hai,

Bachchon ke samagra vyktitva vikas hetu unki mansik v charitrik sudridhta ke liye unke bodh v grihan Shakti ko dhyan me rakhte hue suhaagry adhigm riti se shiksha Gyan manoranjan ko sammilit karte hue Racha gya prerak saahitya hi "Bal Sahitya" kaha jata hai.

Unki abhivyaktiyo ko nit ek naya aayam prapt hone ki aur padhane-padhaane ki prakriya satat chalati rahti hai, inhi uddeshyo ke maddenajar bal man ko sarthak disha me prerit karane hetu ham kuch sadharan kavigano ka yah laghu prayas bal manjaree ke ati samany kalevar me aap sabke samaksh upasthit hai.

  • Författare: Kaalsaakshi Saaptahik
  • Format: Pocket/Paperback
  • ISBN: 9798895449363
  • Språk: Hindi
  • Antal sidor: 146
  • Utgivningsdatum: 2024-09-03
  • Förlag: Notion Press