bokomslag Ek Khwab
Skönlitteratur

Ek Khwab

Deepak Kumar

Pocket

229:-

Funktionen begränsas av dina webbläsarinställningar (t.ex. privat läge).

Uppskattad leveranstid 7-12 arbetsdagar

Fri frakt för medlemmar vid köp för minst 249:-

  • 80 sidor
  • 2021

''Barish ki bundo ki tarah mera pyaar barasta hain 


Aaj bhi uske bhig jane ka intezaar hai ''



Jindagi ke har ehsaas ko, panno pe utaarne ki koshish ki hai


Jo jindagi se sikha jo jindagi ne sikhaya 


use shayari aur kavitawo me utaarne ki kosis ki hain.


'Ek khwab adhura sa' shayari aur kavitaon ka sankalan hai,



Padhna sabko aata hai par kya padhna hai ye kam logon ko pata hota hai jindagi ke nikhar ke liy padhna jaruri hai isliy yeh kitaab (sangrah) saral bhasha mein likhi gai hai kitaab mein jivan ke har problem ko bahut hi anokhein andaaj mein shayari aur kavita ke jariye darsaya gya hai, jinko padhate hi "" wah wah "" kya baat hai! bolne ko majboor ho jayenge. kitaab mein jivan ke har pehlu jaise dukh dard pyaar takraar jindagi bnane ka salika moh maya ghar baar career life sabke bare mein padhne ke liy milega.jindagi ke utaar chadhao jivan aur maran se lekar, jindagi ke taur tarike jivan ke har rang ko samjhane, jindagi ko khushiyon ki wor le jaane ke liy yah sangrah jarur padhe.

  • Författare: Deepak Kumar
  • Format: Pocket/Paperback
  • ISBN: 9781639207220
  • Språk: Engelska
  • Antal sidor: 80
  • Utgivningsdatum: 2021-05-17
  • Förlag: Notion Press