Uppskattad leveranstid 7-12 arbetsdagar
Fri frakt för medlemmar vid köp för minst 249:-
Kalpvriksh ka shaabdik arth hai ek aisa vriksh jo kalpna ko phalibhut karta hai. kalpna ka vriksh sabke mann mein hai. kalpvriksh hamaare 'mann' naam ke vishal van mein hai. 'man' ek kasturi se sugandhit van hai. apne hi mann ki mehek se hum anjaan hote hain. anjaane mein apni soch mein vishaile paudhe panapne dete hain. hum swayam hi apni soch se kalpna ke vriksh ko seench sakte hain. hum hi mann mein soch ko karmon se seench kar kalpvriksh ko saakaar kar sakte hain. hamaare mann, karm aur soch hi jeevan ke kalpvriksh ko seenchte hain. mann rupi ghane kasturi van mein, jo hum sochte hain, wahi hum ban jaate hain. jeevan ke bheeshan pravaah mein astitwa ki kashti ko disha dena aawashyak hai. astitwa ko swaroop pradaan karta hum sabka mann ka kalpvriksh panapne ko maangta hai karm, nishtha, saahas, vishwas, aur samarpit prayaas. asha karti hoon ki aap sabke kasturi mann ka kalpvriksh phaldaayi, shubh, pavitra aur sampurn-saakaar ho.
- Format: Pocket/Paperback
- ISBN: 9798895564745
- Språk: Hindi
- Antal sidor: 98
- Utgivningsdatum: 2024-09-16
- Förlag: Notion Press