bokomslag Naabhikikaran aur Nishastrikaran
Psykologi & pedagogik

Naabhikikaran aur Nishastrikaran

Samey Singh Meena

Pocket

209:-

Funktionen begränsas av dina webbläsarinställningar (t.ex. privat läge).

Uppskattad leveranstid 7-12 arbetsdagar

Fri frakt för medlemmar vid köp för minst 249:-

  • 126 sidor
  • 2021

naabhikiy hathiyaar 21vin sadi ki sarvapramukh chunautiyon mein se ek hain. vaishvik naabhikikaran (nuclearisation) ka aalam yah hai kee aaj bhi vishv mein itne parmaanu hathiyaar maujud hain, jinse samast prithvi ko ek nahin kai baar nasht kiya ja sakta hai. aisi sthiti mein yah prashn uthna swaabhaavik hai kee vibhinn desh aaj bhi aise vyaapak jansanhaar ke hathiyaaron ko kyon banaye hue hain? swayam bhaarat joki hameshaa se hi vishva shaanti ka agradut hone ka daawa karta raha hai, usne kyon parmaanu bam banaayaa? Kya bhaarat ke nishastrikaran (disarmament) ke sandarbh mein kiye gaye prayaas aur bhaarat ki nabhikiy Neeti paraspar virodhaabhaasi hain? aise hi tamaam prashnon ka jawaab khojne ka is pustak mein prayaas kiya gaya hai.

  • Författare: Samey Singh Meena
  • Format: Pocket/Paperback
  • ISBN: 9781685540630
  • Språk: Hindi
  • Antal sidor: 126
  • Utgivningsdatum: 2021-08-31
  • Förlag: Notion Press